Translate

منگل، 5 جون، 2012

Be Tukay Shehr

"Hazar swlaon ka jwab
ik inkar aya
dil beqrar phir bi khush ha
ke chalo jwab tu aya"

"Shehr kehna bi koi asan kaam nai
fraz
dil kurta ha jigar jalta ha
tab ja ke zuban se fakat ik lafz nikalta ha"
"itna chahon ga
ke yad karo gay
muje na sahi
meri chahat hi ko sahi"
"Kaash mera dil bi
memory card hota
har roz format kr leta
har roz naya gana bhar leta"

"Ma jis ko azmaish smjta ra
wo tu sirf ik bahana tha uska
muj se juda hone ka"

"Us ne kaha mar kiu nai jatay
ma ne kaha theek ha
building se kood jata hon
kaha nai tmari hath paun toot jae gay
ma ne kaha samundar ma doob jata hon
us ne kaha nai tmari laash nai milay gi
ma ne kaha train ke nichay a jata hon
us ne kaha nai naam tu mera hi aye ga
ma ne kaha ye kiu nai kehtay
tmari zindagi se chala jaon
tme nazar na aon
or phir kabi lot kr na aon
ro dia wo or kaha
chalo youn hi kr lo"

"jis ko chuna tha hum ne
zakhmon pe marham rakhnay ke wastay
usi ne zakhmon ko cheela
or kantay lga diye"

"hzaron hi rastay thay jatay khusiyon ko
par koi rah na teri rahguzar se milti na thi"

کوئی تبصرے نہیں:

ایک تبصرہ شائع کریں